Jane kyu hoti h diabetes - A 2 z hindi jankari

Breaking

Sunday, August 12, 2018

Jane kyu hoti h diabetes

Pancreas granthi iska sabse bada karan h Insulin hamare sharir k liye bohat upyogi h Insulin hormones ka kam निर्माण hoti h diabetes motapa badhna bhi diabetes ka मुख्य karan h.


Aaj k samay me (Diabetes) hona bohat aam bat h sirf zada age k logo me hi nahi ye aaj k samay me baccho ko bhi ho sakti h 1 samay hua karta tha jab 40,50 age k logo ko hi diabetes hua karti thi


Lekin ab badalte mahol or lifestyle k kaaran chhote baccho ko bhi apni चपेट me bhi le liya h, diabetes kaise hoti h,iske karan kya h diabetes se kaise bacha jaa sakta h ye sawal aapke mann me ate honge to aiye jante h in sawalo k jawab.





Diabetes k kaaran.

Ye to aap sab jante hi honge k hamare sharir me pancreas granthi k thik se kaam na karne ya puri tarah se bekar hone se (Diabetes) ho sakti h हालाकि (diabetes) k or bhi kaaran h lekin pancreas granthi iska sabse bada kaaran h.





Pancreas granthi h zimmedar.

Darasal pancreas se se tarah-tarah k hormones nikalte h inhi me se h insulin or ग्लुकांन insulin hamare sharir k liye bohat upyogi h
Insulin k zariye hi hamare rakt me,hamari koshikao ko sugar milti h yani insulin hamare sharir k or bhi hisse me sugar pohchane ka kaam karta h.





 Insulin hormones ka kam निर्माण hona.

Insulin duara pohchai gai sugar se hi koshikao ya cells ko energy milti h
(Diabetes) ka kaaran h insulin hormones ka kam निर्माण hona

Jab insulin kam banta h to koshikao tak or rakt me sugar thik se nahi pohch pati jisse cells me energy kam hone lagti h or isi kaaran se sharir ko nuksan pohchane lagta h behoshi aana,dil ki dhadkan tez hona or bhi samasya hone lagti h.




 Rakt me sugar ka zada hona.

(Diabetes) k kaaran insulin k kam निर्माण se rakt me sugar zada ho jati h kyu ki sharirik urja kam hone se rakt me sugar jama hoti chali jati h jisse k iska निष्कासन मूत्र k zariye hoti h is kaaran (diabetes) k rogo ko jaldi- jaldi peshab aata h.






Anuvanshik kaaran.

(Diabetes) k hone k or bhi kaaran h anuvanshik bhi hoti h agar aapke parivar k kisi सदस्य maa,baap,Bhai,behen kisi ko h to bhavishay me aapko bhi (diabetes) hone ki ashanka badh jati h.






Motapa h zimmedar.

Aapka samay par na khana bohat zada jank food khana ya aapka motapa bhi मुख्य kaaran ho sakta h aapka weight bohat bada hua h,aapka b.p bhi bada hua h or cholesterol bhi santulit nahi h to aapko (diabetes) ho sakta h


Bohat zada mitha khane ya bahar ka khana khane,kam paani pine, exercise na karne, khane k bad turant so Jane,ya zada samay tak lagatar bethe rehna bhi (diabetes) ho sakta h.






Baccho me hone wali (diabetes) ka kaaran unke rehen sehen khan paan h iske sath hi sharirik rup se  निष्क्रियता  baccho ko bhi(diabetes) ki or अग्रसर kar sakti h


Agar aap chahte h aap or aapka parivar (diabetes) se bache to uske liye healthy lifestyle apnana zaruri h jisme exercise or healthy food ko khas प्राथमिकता de.

No comments:

Post a Comment